Wednesday, July 21, 2010

Nahi rakhta dil mein kuch

Nahi rakhta dil mein kuch,
Rakhta hoon zubaan par,
samjhe na apne bhi kabhi.
Kah nahi sakta main kya,
sahtaa hoon chupa kar,
Ek aesi aadat hai meri


Raste na badle na badla jahan,
Phir kyon badalte kadam hain yahan